Saturday, July 4, 2009

Kash Lagaa: No Smoking (2007)

Kash Lagaa: No Smoking
Genre: Sufi

Zindagi Hai Kash Laga 2
Hasrato Ki Raakh Uda
Yeh Jahan Pani Hai
Bulbula Hai Pani Hai
Bulbulon Pe Rukna Kya
Paniyon Mein Bheta Ja Bheta Ja

Kash Laga
Kash Laga
Kash Laga
Kash Laga

Jalti Hai Tanhaiyan
Kati Hai Raat Raat Jag Jag Ke
Udti Hai Chingariyan
Gucche Hai Lal Lal Gili Aag Ke
Oh Khilti Hai Jaise Jalte
Jugnu Ho Beliyon Mein
Aakhein Lagi Ho Jaise

Do Din Ka Aag Hai Yeh
Sara Jahan Dhua

Do Din Ki Zindagi Mein
Dono Jahan Ka Dhua

Yeh Jahan Pani Hai
Bulbula Hai Pani Hai
Bulbulon Pe Rukna Kya
Paniyon Mein Bheta Ja Bheta Ja

Kash Laga
Kash Laga
Kash Laga
Kash Laga

Chohti Hui Bastiyan
Jata Hoon Bar Bar Ghom Ghoom Ke
Milte Nahi Woh Nishaan
Chode The Dahliz Chom Chom Ke

Jo Aaye Chad Jayenge
Jungle Ki Kyariya Hain
Pagdandiyon Per Milna Do Din Ki Yaariyan Hai
Kya Jane Kaun Jaye Pari Se Pari Aye
Hum Bhi Katar Mein Hai
Jab Bhi Sawari Aaye

Yeh Jahan Pani Hai
Bulbula Hai Pani Hai
Bulbulon Pe Rukna Kya
Paniyon Mein Bheta Ja Bheta Ja

Kash Laga
Kash Laga
Kash Laga
Kash Laga

2 comments:

N2 said...

There is no precise agreed-upon definition among researchers as to what a neural network is, but most would agree that it involves a network of simple processing elements (neurons), which can exhibit complex global behavior, determined by the connections between the processing elements and element parameters. The original inspiration for the technique was from examination of the central nervous system and the neurons (and their axons, dendrites and synapses) which

N2 said...

weighted sum, where f (x) = K \left(\sum_i w_i g_i(x)\right) , where K is some predefined function, such as the hyperbolic tangent. It will be convenient for the following to refer to a collection of functions gi as simply a vector g = (g_1, g_2, \ldots, g_n).

Post a Comment